True friend story
Ek ese friend ki kahane ji ne apni dosti ke liye jaan b kurban kar di
Name Hachikō ek dog
ye story hai Japan 10/03/1923..
Mr Hidesaburo Uen jo roj ki traha apne kam pr jate the
10/03/1923 ko b wo roj ki trha apne kam pr nikle ghar se
Station padel hi jate the or office se aate time b padel hi aa
Rahe the achanak un ki nazer Baby Hachiko pr padi unhone
use utha liya or apne sath ghar le gye
ghar poch ke Mr Uen ne Hachiko ko kuch khane ko diya or use nihala ke saf kar diya
jab tak Hachiko chota tha tab tak wo jo n khana khata tha wo only Mr Uen ke hat se hi khata tha
jese Hachiko bada huaa to wo roj Mr Uen ko chorne station jata tha or roj time pr lene b jata tha
But ek din Hachiko time pr to poch gya but Mr Uen nahi aaye
Hachiko Mr Uen ke intjar me wahai batha raha but Hachiko ko
kya malum tha ki ab Mr Uen kabhi nahi aayge kyu ki Mr Uen k
Dil ke dore ki waje se wo mar chuke the but Hachiko pure din
Puri rat bas station ke gat ki traf hi dekta rahta Mr Uen ke intjar
Me
Log niklte badte Hachiko ko kuch na
kuch khane ko de jate but wo kuch
nahi khata or bhuka pyasa station
ko hi dekta ratha or kuch hi din me
Hachiko ne apni aakhari sas li
or Hachiko Mr Uen ke intjar me
hi mar gya
year 8/03/1935 Hachiko duniya ko alvida bol gya
aaj Hachiko ke Name Japan me kafi kuch hai
ji se ki Hachiko ko ham sab yad rakh sake ye hoti hai Dosti
Hame Animal se pyar karna chiye wo apni wafadari nibha
jate hai but ham kabhi nahi nibha pate
Comments
Post a Comment